Sunday, 1 February 2015

On 09:20 by Unknown in    No comments
#barbie doll

wo barbie doll ke jese mere barbie doll
jis say may pyar karta hn
han buhut pyar karta hn
kay jis ko daik kar meray dil ke darkan taiz hojate hay
kay jis kay muskuranay say may sub kuch bhool jata hn
sabhe batain sabhe shikway
aur us ka bar bar kehna
"kuch tu bolo"
usay bata day ye koe
kay may har pal har aik lamha
usse ko sunna chahta hn
usse ko daikna chahta hn
may us kay pyar main pagal
wo jab huns kay
aur apnay zulfo ko aik jatka day kay
mujay pagal bulate hay
mera dil jhoom jata hay
us ke taref kia likon
buhut masoom se hay wo
ya phir shayed
khwabon may ate us haseena kay manind hay
wo jo bhe hay
jese bhe hay

wo mere hay
wo mere hay.